Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mayyat par humari rone ko tum apna dil saaf karke

Mayyat par humari rone ko 
tum apna dil saaf karke aana 
agar koi na ho tumhara humse 
wasta toh phir ek aansu bhi na 
bahana 
ro rahe honge kuch toh log 
humare janaze ko dekhkar 
par na poch sakenge hum unke aansu 
- Ubaida khatoon #Mayyat #Ubaidakhatoon #26/12/15
Mayyat par humari rone ko 
tum apna dil saaf karke aana 
agar koi na ho tumhara humse 
wasta toh phir ek aansu bhi na 
bahana 
ro rahe honge kuch toh log 
humare janaze ko dekhkar 
par na poch sakenge hum unke aansu 
- Ubaida khatoon #Mayyat #Ubaidakhatoon #26/12/15