Mayyat par humari rone ko tum apna dil saaf karke aana agar koi na ho tumhara humse wasta toh phir ek aansu bhi na bahana ro rahe honge kuch toh log humare janaze ko dekhkar par na poch sakenge hum unke aansu - Ubaida khatoon #Mayyat #Ubaidakhatoon #26/12/15