Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kash Kash wo ghari na aayi hoti Kash wo pal na aa

Kash
Kash wo ghari na aayi hoti 
Kash wo pal na aaya hota
Kash tmse aankhe na lari hoti
Kash mai khudko sambhal payi hoti

Kash tm najar na aaye hote
Kash tmse milne ki khwaish na hui hoti
Kash tm wo anokha manjar na hote
Kash us raat wo barish na Hui hoti

Kash wo dard dil me na hota
Kash wo muskan hoto pr na hoti
Kash wo sard na aaya hota 
Kash wo milan pura na hota 

Kash wo rasta tmne badal diya hota
Kash meri manjil aaj koi or hota
Kash wo jhuta wasta na diya hota
Kash wo mehfil na Jami hoti 

Kash ye khayal na aa rhe hote
Kash ye pal sukoon wale hote
Kash ye sawal na aa rhe hote
Kash yakeen tmhe khone ka ho pata #kashtummerizindagimeinnaaayehote
Kash
Kash wo ghari na aayi hoti 
Kash wo pal na aaya hota
Kash tmse aankhe na lari hoti
Kash mai khudko sambhal payi hoti

Kash tm najar na aaye hote
Kash tmse milne ki khwaish na hui hoti
Kash tm wo anokha manjar na hote
Kash us raat wo barish na Hui hoti

Kash wo dard dil me na hota
Kash wo muskan hoto pr na hoti
Kash wo sard na aaya hota 
Kash wo milan pura na hota 

Kash wo rasta tmne badal diya hota
Kash meri manjil aaj koi or hota
Kash wo jhuta wasta na diya hota
Kash wo mehfil na Jami hoti 

Kash ye khayal na aa rhe hote
Kash ye pal sukoon wale hote
Kash ye sawal na aa rhe hote
Kash yakeen tmhe khone ka ho pata #kashtummerizindagimeinnaaayehote