Nojoto: Largest Storytelling Platform

Zindagi asaan nahi mai jaanti hun, Agar tum pankh

Zindagi asaan nahi mai jaanti hun,
Agar  tum pankh faila kar udna chaho,
To koi gum nahi,
Yun agar tum un sapno ko jeena chaho,
To koi galat nahi,
Yun tum apna rang sab par bikhedna chaho,
To koi dard nahi,
Yun tum sab jagha khushiya bharna chaho,
To koi afsos nahi,
Haan agar tum kisi or ke liye apni aahooti dena chaho,
To tumse zyada bedard insaan koi nahi...!!!

 #zindagi #bedard #sapne #khushi #nojoto