Nojoto: Largest Storytelling Platform

yaar banke yaar ko dhoka diya aey dost tu khud ki

yaar banke yaar ko dhoka diya aey dost
tu khud ki nazar me hi gir gaya aey dost 

ye tu apne aap ko tassalii de raha hai 
haqiqat ye hai ki tu badal gaya aey dost

tu abhi ussey nahi mila esa lagta haii 
wo jo tarun tha, wo mar gaya aey dost

suna hai tu apne pass bhi  nahi rehta 
ye tu kisey chorkar ke gaya aey dost 

ab mujhe mandir roj jana padhta haii 
insaan se to bharosa uth gaya aey dost insaan se to bharosa uth gaya aey dost

tarungupta0549

Tarun safar

New Creator

insaan se to bharosa uth gaya aey dost