Nojoto: Largest Storytelling Platform

naye sawere ke sang nayi ummeed ki aas karna jayaz

naye sawere ke sang nayi ummeed ki aas karna jayaz hai na?
kaho na?
palke bhar jhapki aesa laga tum rooth kr chali gayi, par mujhe bharosa hai ki tum mujhe chod kar nahi jaogi na?
kaho na?
Chan lamhe khushi ke jee leta hoon, Chan ansu khusi khusi gam ke pi leta hoon,pr mujhe yakeen hai tumhari muskurahat pe ki tum mujhe rula ke toh nhi jaogi na?
kaho na?
bs ek baar keh do ki jo aas lagae, palke bichaye tumhare pyar ka pyala pine baitha hoon, tanha kr mujhe tum pyasa bana kar nahi jaogi na?
kaho na? #kahoNa