Nojoto: Largest Storytelling Platform

Har sabd me hi uska arth chupa hota hai kyuki SB K

Har sabd me hi uska arth chupa hota hai kyuki SB Kuch insan ne hi bnaya hai aur insan agar Kuch naam Deta hai to Jo ki samaynya insan nhi hota to Kuch Soch smjhke hi Deta hai taaki uska Kuch mtlb nikle aur Kuch MATLAB ho uska Kisi bhasa me jis bhasa me wo asamanya insan likhta ya pdhta ho to bs sabd ko Dekho uska arth smkhne ki kosis kro uska mtlb tmhe khud b khud pta chl jyga bs dikkat ye hai ki jyadatar insan ko bs 2-3 bhasa hi aati hai pr duniya me 6,500 bhasaye hai isliye bs Sabhi chzo Ka mtlb koi BHI nhi smjh skta kyuki Jo jis bhasa ko pehle jaanta tha uska naam wo Apne hi bhasa me Diya krta tha aur Samanya insan  2-3 bhasa/language se jyada nhi jnta.🙂 #case #study .