nigaho mein uski meri haisiyat kuch bhi nahi
Aise bana hai vo jaise hua kuch bhi nahi
bheja tha usko mohabbat ka khat maine
aaya jawab uska kuch bhi nahi
Bichadne ka irada hai to,waad-e-wafa na kar
Shuruate muhabbat hai, bigda abhi kuch bhi nahi
Asal To Ye h k bichdega tu
Mera kya raha ?? Kuch bhi nhi