Kahi jana hai to idhar udhar na dekh kush krna hai kaam to umar apni dekh kahi log kush na keh de jra soch smbhal kr chl tu kya krna chahta hai sbse pushkr kr yehi tumhara jeevan hai..... ese hi tu abaad hai... kehne ko to hmara desh aaj bhi aajad hai. #Freedom