Nojoto: Largest Storytelling Platform

इज़हार mai jab bhi apni ankhe band krti hu to khw

इज़हार mai jab  bhi apni ankhe band krti
 hu to khwab to ate hai wo bhi 
tere subah jagti , hi dekhna tujhe 
chahti hu din bhi tujhse milne ki
 chate m hi nikal deti hu mahino
 bit gye isi chah m ki sayad
 tujhse mil sku Pr na jane kya
 gunah kiya hoga humne Wo khuda
 is kadar naraz hai humse Kuch kam 
deker tujhe to kuch pavandiyo 
se band rakha hai mujhe lekin 
ab tut jayga ye sabr ka band 
muskil ho rha hai jeena bin tere 
Chal tod kr ye mjburio ki bediya
 aur hoker gulam is ishq kuch 
kadam utha le 
Kr kosis mere pass ane ki 
aur verso bad hi sahi 
ab to mujhe seene se lga le

©sakshi CHAUHAN #dilkibaat  Md sahaed @gmail.co shankar mandal Ashishkumar Nil Shingadiya Prajapati Elangovan  Swami  Shah Aftab
इज़हार mai jab  bhi apni ankhe band krti
 hu to khwab to ate hai wo bhi 
tere subah jagti , hi dekhna tujhe 
chahti hu din bhi tujhse milne ki
 chate m hi nikal deti hu mahino
 bit gye isi chah m ki sayad
 tujhse mil sku Pr na jane kya
 gunah kiya hoga humne Wo khuda
 is kadar naraz hai humse Kuch kam 
deker tujhe to kuch pavandiyo 
se band rakha hai mujhe lekin 
ab tut jayga ye sabr ka band 
muskil ho rha hai jeena bin tere 
Chal tod kr ye mjburio ki bediya
 aur hoker gulam is ishq kuch 
kadam utha le 
Kr kosis mere pass ane ki 
aur verso bad hi sahi 
ab to mujhe seene se lga le

©sakshi CHAUHAN #dilkibaat  Md sahaed @gmail.co shankar mandal Ashishkumar Nil Shingadiya Prajapati Elangovan  Swami  Shah Aftab