Bus mujh se jyada umeed mat lagana Uchaiyo ko chuna baaki hai bus thoda vakt ka jorr lagana shayad girr jau toh thap thapa krr aage bhadana mera dil kamjoor padd jayega tum use bhi manana bus mujh se jyada umeede mt lagana jab safal ho jau toh bus badhaiyaan dene aa jana ahsaan sirf itna krna mujh se jyada umeed mat lagana #umeede