Maine khuda ko nahi dekha per han maine maa ko dekha hai. Maine mandir me pooja na ki per maine ma ki sewa ki hai. Maine khudaa ki khudai na dekhi per ma ki mamta dekhi hai. Maine mandir me bhajan na sune ho per ma ki lori suni hai. Maine prabhu se na manga per ma ne mere lye diya jalaya. ©Satyajeet Roy Prithvi per Ishver