Tadpa jati hai bechain kar jati hai Kabhi guhaar kabhi mazboot kar jati hai Yaadon me dubati kabhi pardarsh kar jati hai Yeh khamoshi jane kitne khel khel jati hai ©Kumar Vimal #Tadpa #bechain #Guhaar #mazboot #yaadon #pardarsh #Khamoshi #khel #kumarvimal #Silent