Aaj usko chhat par bula k maine usko ganto tak intezar karwaya, kaha pata tha uss maasum ko ki ye nazre ganto se unhi ko chup chup kar dekh rahi h... Kyuki saamne aane par kabhi mai to kabhi wo apni nazre chupa liya karte h😉😉 Chup kar dekhna