Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek Khawish... Chlo aaj kuch khayalon se rubaroo k

Ek Khawish...

Chlo aaj kuch khayalon se rubaroo karwata hun,
Sabdon m bayan krke unko batlaata hun,

Ki,

Ek khawish thi dil main, ki kuch naya karna h,
Jo hain sapne bachpan ke, unhe pura karna h,
Na pata tha kisi anzaam ka, na kisi manzil ka,
nikle the umeed leke, ki kuch behtar sa karna h,

Par ek khawish thi dil main
ki kuch to naya karna h.

Bharosha tha sbka or sath b har pal ka tha,
Arman the kaafi par samay thoda kam sa tha,
Pta tha mushkilen laakh hongi iss raah par,
Mile log b bhut jinhe ye sb laazim naa tha,

Par ek khawish thi dil main
Ki kuch to karna naya sa tha.

Chal diya hun ab sab kuch bhul kar,
Jo hoga anjaam use khuda pe chor kar,
Mukam hasil hoga ya nahi uski fikr nahi,
Par Koshish to krunga ab yhi soch kar,

Kyunki ek khawish hai dil main
Ki kuch to naya ho ye kuch peeche chor kar. #Ek_Khawish