Khwaishe kuch adhuri h meri, unhe pura krna baaki h Sapne jo mere khud k h, unhe sch krna baaki h Zindagi ne kha haar maan le..... Mane kha, abhi toh tujhe khud k hisab se jina baaki h✌️✌️ #Jeena abhi baaki hai mere dost ✌️✌️