Nojoto: Largest Storytelling Platform

Shayar hun.. likhna kaam hai mera , par baat jab m

Shayar hun.. likhna kaam hai mera , par baat jab mere intazaar ki aati hai toh lafz kam pad jate hai , kin lafzon me likhun apne intazaar ko , ishq mera bejuban sa khamoshi se tumhe har jagah dhundhta hai.., tum aao na aao par hum intazaar me hai , jhoota hi sahi Tera wada jaana , par hum sach mankar aitbaar par kayam hai , aur phir yun hi mil Jaye koi Bina chahe toh pta kaise chale ke pyaar kya hota hai , isliye umr bhar ka intezaar, intazaar aur sirf intazaar reh jata hai..,⏳✨

©wah_miss.farooqui_10
  #intazaar  sad shayari