Nojoto: Largest Storytelling Platform

kasam khuda ki batati ankho se he magar jatane k

kasam khuda ki batati ankho se he

 magar jatane ka nahi
maksad tume pane ka tha,sirf dil dene ka nahi 
vada gane ka tha, magar gungunane ka nahi 
sath manjil chalne ka tha, rukne ka nahi
sathiya sath khade rahne ka tha zukne ka nahi
vada dil lutne ka tha lutke kabhi tutne ka nahi 
pyar marte Dam tak Karne ka tha kabhi Dam, chodne ka nahi
pyar bahot karne ka tha pyar kabhi kam Karne ka nahi
marte Dam tak sath nibhane ka tha bina putche marne ka nahi #batati ankho se he#jatane ka nahi#