Kal ka pata nahi parr aaj zinda hu ,
Tera pata nahi parr main tujhape marta hu.
Duniya dekhi nahi parr meri jannat hai tu ,
Khuda ko dekha nahi parr meri dua hai tu ,
Mandir ka pata nahi parr mera mazhab hai tu ,
Ankhon ka pata nahi par mera noor hai tu ,
Dil ka pata nahi parr meri dhadkan hai tu ,
Science ka pata nahi parr meri chemistry hai tu..😘