Nojoto: Largest Storytelling Platform

adhura panna lambo pe aakar thahar gai, baate k

adhura panna 

lambo pe aakar thahar gai, 
baate kuchh ankahi se, 
jid thi is baar, 
shuruaat vo Kare! 
aankhe dard baya kar rhi thi, 
par dil jid pe ada tha, 
vo rutha tha kisi baat pe, 
aur vo adi thi apne samman pe, 
khta thi n dono ki, 
phir bhi khafa dono the, 
ek ko khone ka dar tha, 
duje ko vafa pe prashn the, 
vo pram ki gaharai uski jane, 
vo apna pram usi ko mane, 
phir kaisi jid pe dono ade the, 
sath hoke kyo alag khde hai!

©Neetu adhura panna
adhura panna 

lambo pe aakar thahar gai, 
baate kuchh ankahi se, 
jid thi is baar, 
shuruaat vo Kare! 
aankhe dard baya kar rhi thi, 
par dil jid pe ada tha, 
vo rutha tha kisi baat pe, 
aur vo adi thi apne samman pe, 
khta thi n dono ki, 
phir bhi khafa dono the, 
ek ko khone ka dar tha, 
duje ko vafa pe prashn the, 
vo pram ki gaharai uski jane, 
vo apna pram usi ko mane, 
phir kaisi jid pe dono ade the, 
sath hoke kyo alag khde hai!

©Neetu adhura panna
nehapandey9870

Neetu

New Creator

adhura panna #कविता