Ek din wo bhi tha jab sara din tumhara aur tumse baate karta tha, Hamesha tumhari khushi mai apni khushi dhundta tha, Tumhara collage ki class mai interzar kiya karta tha, Na jane kitne wade kiye the na jane kitni kasme khai thi Aaj bhut der tak tumhe socha tum toh nahi aati lekin Tumhari yaad mai aansu zarur aa gye...😢 Jab Kisi Apne ki Yaad Aaye or Jab wo apna hamare karib na ho