Nojoto: Largest Storytelling Platform

Zaruri kaam hai lekin rozana bhool jaata hu, Mujh

Zaruri kaam hai lekin rozana bhool jaata hu, 
Mujhe tumse mohabbat hai batana bhool jaata hu,

Teri galiyo mein firna itna achcha lagta hai,
Mai raasta yad rakhta hu thikana bhool jaata hu,

Bas itni baat par mai logo ko achcha nahi lagta,
Mai neki kar toh deta hu jatana bhool jaata hu,
kingpasha7908

King Pasha

New Creator

Zaruri kaam hai lekin rozana bhool jaata hu, Mujhe tumse mohabbat hai batana bhool jaata hu, Teri galiyo mein firna itna achcha lagta hai, Mai raasta yad rakhta hu thikana bhool jaata hu, Bas itni baat par mai logo ko achcha nahi lagta, Mai neki kar toh deta hu jatana bhool jaata hu, #Shayari

92 Views