Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek khaufnak manjar dekha hai sapne mein.... khud k

Ek khaufnak manjar dekha hai sapne mein....
khud ko marta hua dekha hai maine....
Apne dafna chuke the mujhe....
Par abhi bhi jaan baki si thi...
Dil mein ek aag baaki si thi....
Chahate to the jeena par aas baki na thi....
Kyun jee jaun main sawal baki tha....
Kash koi ro leta mere qabr pe dil se....
Chah leeta mujhe wapas sath aapne....
Intezar tha koi dil se bula leta....
Magar kambakht mar kar bhi dil mein na aayen hum...
Ab uthun bhi to kyn uthun.....
Jeeyun to kyun jeeyun...
Ab kahan wo chah baaki rahi 
Ab kahan wo aas baaki rahi....
Kash ye Sapna kabhi tute na...
Mujhe neend se koi jagae na....
Thak chuka hai ab jism bhi ....
Kash k koi mujhe jagae na.....

     #writerslife #shayri #yqoutes
Ek khaufnak manjar dekha hai sapne mein....
khud ko marta hua dekha hai maine....
Apne dafna chuke the mujhe....
Par abhi bhi jaan baki si thi...
Dil mein ek aag baaki si thi....
Chahate to the jeena par aas baki na thi....
Kyun jee jaun main sawal baki tha....
Kash koi ro leta mere qabr pe dil se....
Chah leeta mujhe wapas sath aapne....
Intezar tha koi dil se bula leta....
Magar kambakht mar kar bhi dil mein na aayen hum...
Ab uthun bhi to kyn uthun.....
Jeeyun to kyun jeeyun...
Ab kahan wo chah baaki rahi 
Ab kahan wo aas baaki rahi....
Kash ye Sapna kabhi tute na...
Mujhe neend se koi jagae na....
Thak chuka hai ab jism bhi ....
Kash k koi mujhe jagae na.....

     #writerslife #shayri #yqoutes