Nojoto: Largest Storytelling Platform

sath nahi hai hum par ek dusre ki yaadon ka hai sa

sath nahi hai hum par ek dusre ki yaadon ka hai sahara ,,
woh dariya hai gehra koi mai hun uska kinara ,,
dur hai zamane ke lie hum par aaj bhi ek dusre ka hum hi hain sahara ,,
woh musfair hai koi doobta mai uski kashti ka kinara ,, 
jab bhi hua hun tanha naam uska hi hai pukara ,,
bigda hai woh bhi jab jab tabb maine hi hai sawara ,,
mashur nahi hai par paak hai aaj bhi ishq hai yeh hamara ,,
dil toda tune mera par bura tera aaj bhi sochna mujhe  nahi hai gawara ,,
shayad iss janam mei bas thoda hi tha sath hamara.. #milenge_dubara