Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek saksh Dekhte dekhte saal beet gaya kabhi mulak

Ek saksh

Dekhte dekhte saal beet gaya
kabhi mulakat nahi hua, 

peeth piche baatein bohot kiya
Kabhi saamne jakar hello tak nahi kiya;

Cahat to thi baat karne ki
Kabhi himmat nahi kiya.

Phir kya kissa wahi pe khatam hua.

woh sakhs sakhs nahi
maano jindagi jeene ki kitab thi,
apne anubhab ki panktiyon se
khali panno ko bhar chuki thi,

Gam ki nadiyon ko laang kar
khusiyon ke samundar me dub jana cahti thi.
Haan,aaj wo mere har padaon ki
hissa ban chuki hai.

Mouj masti ki umar me
jimmebari sambhalne ki himmat rakhti hai.
Toot'ta tara se kuch pane ki khwayish nahi rakhti ;

jindagi ne sikhaya hua usuloon se manjil pane ki himmat rakhti hai

©sharma show
  ek saksh.
sharmashow2374

sharma show

New Creator

ek saksh. #Poetry

81 Views