Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tumhari bay hissi sahu'n barson, Batao ye kaisa ah

Tumhari bay hissi sahu'n barson,
Batao ye kaisa ahd - e -wafa tha?
Jab ki main woh sitara hoon jisne tumko mehtab kiya tha.
Main shaheen hoon, mera tajassus mujhe falak tak le jaega.
Zamane mujhe bhool bhi jaye to kya,
Ahl - e - wafa mujhe duaein denge.
Zanjeeron mein jakda wajood ek muddat se hai.
Par iss yaum - e - mazloomiyat mein gulfishan hai mehfil meri.
Yeh sadaa har - su hai. Sarkash