Nojoto: Largest Storytelling Platform

I am Sorry galti kabhi anjane me ho jati hai ,kabh

I am Sorry galti kabhi anjane me ho jati hai ,kabhi jan kr.
ab sirf bhul hui hai sach kahta hu tujhe khuda mankar.
tu vo nanhi si jan hai jise duniya ki najaro se bachana chahta hu ek pal.
par usi pal dikhana chahta hu ki sath sda mere tu hai,aaj ho ya aane vala kal.
maafiya to bahut maag li ,ab to tera bhi dil haar gya hoga.
ek bar fir kahana chahta hu ki sabhlane ka dede  mauka.
ruth jati hai jo tu is tarah palko ko bhigo kr,
dil tadapta hai,man tadapta hai,chain mujhko milta nhi.
aakhe bhi kahti hai meri ,maan lete bat unki ye gurur kho kr.
mere andar jo ghamand hai ,use tere liye aaj mar du.
maan ja he  muhabbat ,ye jaan tujhpe var du.
🙏 sorry 🙏
I love you #Sorry yar.