Nojoto: Largest Storytelling Platform

घर का रास्ता aaj ghar ka rasta kyu itna lamba lag

घर का रास्ता  aaj ghar ka rasta kyu itna lamba lag raha hai
na gum koi na hai khushi
per jane kya sulag raha hai
nishabd main or mon tu
ehsaas sare gone kyu.
lagta hai jese ek samandar
man ke andar dol raha hai
jese jaldhi ke manthan se nikle ,pdma halahal or mani
kinchit mera antash bhi kuch youn tarangit ho raha.
sab saant sa sthul me 
per shukksh me halchal bahut.
khag nir nirav vistarit gagan
pusppon ki bhini si sugandh
hole se bahti ye pavan
sab kuch lage berang sa.
dhal ti hui si sham ke ye jo vyom chhat per deep hai
barti nisha k chandra ka
alok kuch tikkshn sa
somya si ye chandni bhi lage kyu tapt si.
ullash ki ho arunima ya ke sant shital chandni
sambhav si mujhko lage 
ye bhor or ye sandhaya sabhi
man ka anahad rup sa
gili dhara per dhup sa
chanchal chapal anuroop sa
bhavo ka ajab ye roop hai
isko naman sat baar hai ye bhi to tera hi swaroop hai. #mangatha.