Nojoto: Largest Storytelling Platform

Band pada ye darwaja mano har ghar jese khali hai

Band pada ye darwaja
mano har ghar jese khali hai
greeb betha hai bhukha khaya na 
ek nivala hai
 
aaj roshni charo or hogi
lagega mano diwali hai
gareeb phir bhi bhukha bethega
na khaya ek nivala hai
wo thaali aaj bhi khali hai
jo bato se bhar dali hai

band pada ye darwaja 
mano kehna bahot chahta hai
khamosi sunta kon hai janab
yaha to piti jaa rahi thaali hai...!

alfaz_e_mukhtsar #modi #garibi #corona #sarakar
Band pada ye darwaja
mano har ghar jese khali hai
greeb betha hai bhukha khaya na 
ek nivala hai
 
aaj roshni charo or hogi
lagega mano diwali hai
gareeb phir bhi bhukha bethega
na khaya ek nivala hai
wo thaali aaj bhi khali hai
jo bato se bhar dali hai

band pada ye darwaja 
mano kehna bahot chahta hai
khamosi sunta kon hai janab
yaha to piti jaa rahi thaali hai...!

alfaz_e_mukhtsar #modi #garibi #corona #sarakar
rafikpathan6168

Rafik pathan

New Creator