Nojoto: Largest Storytelling Platform

Satana bhi hume aata... Manana bhi hume aataa...

Satana bhi hume aata...
Manana bhi hume aataa...

Tumhare saath kiye waadon ko...
Hume nibhana bhi aataa... 
     Yaar suno toh....
Haan baba, tumse hi keh rahi....

Tum jo aise rutha karte ho na....
Sach keh rahi hun, tum par kuch zyada hi pyaar aane lagta hai.....

Jab yun ankhon se ghur kar mujhe dekhte ho ....
Kasam se hasi toh aati hai, but tumhare gale lag jane ka bhi man karta hai...

prita5788295119525

Prita

New Creator