tumhe hume bhulana ki addat hai ab janta hai hum bhi magr hume bhi ab ya aaddat hona lagi hai majbori ma he sahi dil ko humara dilaasa dena ki ab jarrut mehsos hona lagi hai kamjor sa hogaya tha dil tera sath chod jana par par ab esa taklifo se dosti kaisa karni hai oski aadat hona lagi hai sikhaya hai tumne jaata jaata zindgi ma kisi ka bina bhi jee sakta hai oski bhi aadat ab hume hona lagi hai # pata nai kya ho bus likh. diya Bina socha samjha khaylaat kuch baato na phir se jaaga diya .