Nojoto: Largest Storytelling Platform

#OpenPoetry Duaon ke Aalam mein Aksh ka saudagar t

#OpenPoetry Duaon ke Aalam mein
Aksh ka saudagar tha
Jhilmil sapno ki duniya mein
lehrata hua lasl ghagar tha
Bachpan ke babul ki chhod galiyan
Naye aayine mein jawani ka bayaan tha
Bujhte huye chiraago ki aaj 
huyi roshni se baat thi
Aaj uski apne piya se milan ki raat thi
Baraste phoolon mein,gehri mehndi mein
Sajjan ka likha naam tha
Roshan ke diye liye haathon mein
khadi darwaza khatkhatati humari baarat thi
Saajan ki  mohabbaton ka
kuch aisa aankhon mein noor tha
Baitaab the hum unse milne ke liye
kuch aisa hume unke ishq ka fitoor tha
Baba ammi ki akhiyon mdin bunni
bitiya ko vidayi ke supne ki raat thi
Kehke alvida inn galliyon aur chaurahon
ko askhri yeh humari salaam thi
Khade the laal joda pehankar
meri akhiyan unke deedar ko tarse
Dabbe hi reh gauewoh lamhe
Na aayi baraat na phool Barse
Ab toh intezaar ki intehan ho gayi
Khabar na aayi humare saajan ki
iss qadar woh bewafa nikle
ke Kadar na paayi bhent kiye kaajal ki
kuch aisi hi kismat ki lakerein 
auron ne bhi likhwayi
Jo bann toh gayi premika
par  kismat saheba aur Radha  jaisi hi paayi #OpenPoetry 

Bewafa Ishq hua ke unki koi majboori thi...Dil Na jaane Kyun hummein paying aisi doori thi

Shaadi ki raat woh dhoondla  humari zindagi gayi
Toote toh toote supne Lekin khushiyan bhi hon aujhal gayi....
#OpenPoetry Duaon ke Aalam mein
Aksh ka saudagar tha
Jhilmil sapno ki duniya mein
lehrata hua lasl ghagar tha
Bachpan ke babul ki chhod galiyan
Naye aayine mein jawani ka bayaan tha
Bujhte huye chiraago ki aaj 
huyi roshni se baat thi
Aaj uski apne piya se milan ki raat thi
Baraste phoolon mein,gehri mehndi mein
Sajjan ka likha naam tha
Roshan ke diye liye haathon mein
khadi darwaza khatkhatati humari baarat thi
Saajan ki  mohabbaton ka
kuch aisa aankhon mein noor tha
Baitaab the hum unse milne ke liye
kuch aisa hume unke ishq ka fitoor tha
Baba ammi ki akhiyon mdin bunni
bitiya ko vidayi ke supne ki raat thi
Kehke alvida inn galliyon aur chaurahon
ko askhri yeh humari salaam thi
Khade the laal joda pehankar
meri akhiyan unke deedar ko tarse
Dabbe hi reh gauewoh lamhe
Na aayi baraat na phool Barse
Ab toh intezaar ki intehan ho gayi
Khabar na aayi humare saajan ki
iss qadar woh bewafa nikle
ke Kadar na paayi bhent kiye kaajal ki
kuch aisi hi kismat ki lakerein 
auron ne bhi likhwayi
Jo bann toh gayi premika
par  kismat saheba aur Radha  jaisi hi paayi #OpenPoetry 

Bewafa Ishq hua ke unki koi majboori thi...Dil Na jaane Kyun hummein paying aisi doori thi

Shaadi ki raat woh dhoondla  humari zindagi gayi
Toote toh toote supne Lekin khushiyan bhi hon aujhal gayi....