Nojoto: Largest Storytelling Platform

pathzhad sawan aaya tha tab wahi mausam ki gavahi

pathzhad sawan aaya tha tab wahi 
mausam ki gavahi de raha tha
khushabu ki yado mai mehak raha tha
jado ne jakad sa liya h jamin ne 
pakad sa liya h 
bas thoda sukh gaya hu 
par jaan abhi baki hai 
sukha pedh hi sahi hariyali ki aasha
abhi baki h motivating
pathzhad sawan aaya tha tab wahi 
mausam ki gavahi de raha tha
khushabu ki yado mai mehak raha tha
jado ne jakad sa liya h jamin ne 
pakad sa liya h 
bas thoda sukh gaya hu 
par jaan abhi baki hai 
sukha pedh hi sahi hariyali ki aasha
abhi baki h motivating