Nojoto: Largest Storytelling Platform

Pita roti hai kapda hai makaan hai. pita nanhe se

Pita roti hai kapda hai makaan hai.
pita nanhe se parinde ka bada sa aasmaan hai.
pita hai toh ghar mai parati pal raag hai.
pita se maa ki chudi bindi or suhag hai.
pita hai toh bacho ke saare sapne hai .
pita hai toh baazar ke sab khilone apne hai 
pita hai toh iphone branded shoes branded kapde hai 
pita hai toh sab saakar apne sapne hai. Dil ki baat  Akansha Kulshrestha

Dil ki baat Akansha Kulshrestha #Quote