Nojoto: Largest Storytelling Platform

kuch to badlaa jaa saktaa thaa.. raftaar ki koi pa

kuch to badlaa jaa saktaa thaa..
raftaar ki koi parwah nhi
bass aaj lagta hai ki jahaa rukaa thaa kal,wahaa chalaa jaa saktaa thaa.
kuch to badlaa jaa saktaa thaa..
afsos nhi bass narajgi hai khud se
ki jiss nakamyabi ko lekar rukaa tha jindgi mai..
use bhulaa bhi to jaa saktaa thaa..
or haa sahi koi nhi yahaan 
kyu ki sahi to wo bhagwaan bhi naa thaa
nhi to sita ko bina agni parikshaa ke bhi apnaa saktaa tha..

aakashkumar1476

Aakash Kumar

New Creator