Insan! jab andhra ho toh darr jata hai: Thodi roshni dakha toh akad jata hai: Nahi nahi sab asa nehi karte: Aksar tadad main aisa hi kar jata hai: Ba akli ki mahfil main kam sharmata hai: Aur agar tamiz sakhata hai toh gabrah jata hai: Akal mand samajhta hai khud ko ya bad naseeb: Apna hi hathon khud ko ragrata hai: Kabi sab kuch kah k kuch unkha rah gaya abrar: Kabi kuch na kah k sab kah jata hai:' ©AbrarAhmed insan nazam by ABRAR AHMED enjoy #abrar #abbar #abbarbanteinpyar stay tuned with Abbar (Bantein pyar) #feather