Rishton ke batwaare ajkl khuaish hai apni apni jo jiske sath rhna hai rh skta hai par jab parivaar me hoti hai ye baatein to dil dukhta hai har kisi ka batwaare ke sath sath khushiyon ka glaa bhi ghutta hai shayd jo pyaar se rhte the vo ab baat tak na krte bhai bhai ki khasuni me smjhane vala koi na tha vo mantrna jesi chaal chalne vali har ghar mai hai kabhi kabhi mahabharat jesi jang chid jaati hai par koi bolta nhi hai bich mai kyuki khud ki ijjat jati hai agar ek ka sath na ho to vo bhi bebas hota hai or log smjhte hai ki kuch kar na paya har rishton ki ek dehleez ki baat hai bhagwaan se rabta hai ab to bas rishto ko apne mayne smjhna apna kartavya parivaar ke liye zaroor apnana ©Ajita Bansal rishton ke bantware #apart