Nojoto: Largest Storytelling Platform

duniya luti to bs door se takta hi reh gya,aankho

duniya luti to bs door se takta hi reh gya,aankho me Ghar k khwaab Ka naksha hi reh gya....
mai to ret sa tha waqt k aage fisal gya ,tanhai me Gira kbhi yaado me fir sambhal gya,behisaab the vaade unke Mai bs ginta hi reh gya,duniya luti to bas door se takta hi reh gya,aankho me Ghar k khwaab ka naksha hi reh gya..

unki aankho se gehra tha meri rooh Ka zakham,wo sirf mere hai ye tha bas ek bharam,Sahil tha Mai bas lehro se ladta hi reh gya,duniya luti to bas door se takta hi reh gya,aankho me Ghar k khwab Ka naksha hi reh gya....

uski chahat me har ask bhi apna tha,unka Jana bhi jaise koi Sapna tha,duniya kareeb se uth kar chali gyi baitha Mai bas Ghar me Akela reh gya...duniya luti to bas door se takta  hi reh gya ,aankho me Ghar k khwaab Ka naksha hi reh gya... tanha ehsaas....

amanshukla9698

Aman Shukla

New Creator