Nojoto: Largest Storytelling Platform

kisi ka kal sawara ja rahaa hai humein kisto me ma

kisi ka kal sawara ja rahaa hai humein kisto me maara ja raha hai.
kisi ko mahal ki darkaar huyi, humein ghar se nikala ja raha hai.
kisiki mast jawani ko jeet dene ko,humare pyaar ki baazi ko haara ja raha hai.
kisiko yaad me pal bhar ko tadpna na pade,humara har nishan mitaya ja raha hai. #humein kisto me mara ja raha hai.

shuzukastar3360

hidden girl

New Creator

#Humein kisto me mara ja raha hai.