Chhuna tha mujhe asman, Apne pankh bhi failana tha. Kuch apne sapne poore krne the, Kuch khushiyon k chadar bichana tha. Chahti toh dunia ko. Mutthi me rakh sakti thi, Par mujhe apna daman bhi bchana tha Hausla toh itna tha ki chattan se bhi takra jau, Kya kru mujhe apni beti hone ka farz bhi nibhana tha... #faded #deaddreams #kalhonaho