aaj sansein bhi uski karjdaar ho gayi uski aawaj k lia bekrar ho gayi chal rhi hain ab to yebhi ruk ruk kr E- jalim kabhi hmari thi yebhi or wo bhi ab to yebhi uski tarah gaddar ho gayi #meltingdown meri sansein🥺🥺