Kya ashan hota hai apne dil ki jusbato ko Lafjo me baya karna Kya ashan hota hai apne dhadkan ki awajo ko sihai ki madat se panno par utarna Dil nikalkar rakhna padta hai tumhe kya laga ashan hota hai likhna Ye Ek tarfa mohobat hota hai har kisi ko nahi milta Bohot kam nasib wale hote hai jinhe hasil hote hai ye nasib wale... kya asan hota hai likhna