Hai ek khalipan, ek adhura ehsaas hai Zindagi mein. Jaane kis cheez ki, Kis ehsaas ki kami, hai Zindagi mein. Ankhon mein, na neendo ke khwaab hai, na bhavishya ki sapne, Na rajkumar ki umeend hai, Na farmayishon ki parche, Fir bhi Jane kis cheez ki kami hai! kami kisi ki zindagi mein🎵