Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ie har insaan ki kahani hai,jo mere man me chalti

Ie har insaan ki kahani hai,jo mere man me chalti hai,khoea sa rahata hu,gum sa mai rahata hu
kuch sawal hai mere man me
jiski jawab mai dhoonta rahata hu,badal kabhi aansun rokne ki koshish nahin karta,hawa kabhi takra ne se nahin darta,hum bhi wo insaan hai jo badal ki tarha ban sakte hein,hum bhi wo hein jo bina dar ke aage barh sakte hein. khud hi to hein hamari aansuon ki karan,hum khud hi to hein hamari dar ki karan.aasuon ko bahane do badal ki tarha,aur takra te jao hawao ki tarha,jo ban aaasuon se nadi aur banjaye tumhare hoslon se banjar zamin. Rokna nahin-rukna nahin,dekhna ek din na rahegi aasun na rahegi dar
ie har insaan ki kahani hai 
jo mujhe sabko sunani hai #ownpoem#motivating
inspired by# sherin abbassi Vaishali Chauhan 🍁...🍁 mystery girl  Princesslappi SHERIN ABBASSI🌸