Unse Baat Nahi Karni Abb Hume... Par Na Jaane Kyun ? Aaj Bhi Unki Hi Baat Kiya Kartein Hain ! Abb baat nahi Karna unse Na unke Galiyon se guzarna hai Unke yaadon se abb koi raabta nahi rakhna Na unhe dekhne ki aas abb iss dil me rakhna Chahe hum abb kho kyun na jaaye Abb unke raaston pe bhatakna manzur nahi... #life