Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek bachpan ka zamana tha Khusiou ka khazana tha

Ek bachpan ka zamana tha
   Khusiou ka khazana tha 
Chahat chand ko pane ki thi 
   Dil titli ka deewana tha
Thak kar ate the school se 
    Phir khelne bhi jana tha 
Barish me kagaz ki kashti
   Har mausam he bada suhana tha 
Har khel me sathi the
     Har rishta nibhana tha 
Rone ki waja na thi 
    Na hasne ka bahana tha
Ab nahi rahe wo zindagi 
    Jaisa bachpan ka zamana tha 🤗

©Shabaz Khan
  bachpan ki yadein #na
shabazkhan8407

alisha khan

New Creator

bachpan ki yadein #na

671 Views