Nojoto: Largest Storytelling Platform

humne zindagi mein paya toh bahut kuch hai. jo kuc

humne zindagi mein paya toh bahut kuch hai.
jo kuch bhi khoya usne sikhaya bhi bahut kuch hai.
zindagi toh kabhi khushi kabhi gham ki manind hai aye kamar,
zindagi ko jiyo khud apne hi saliqe se, bujurgon ne bataya bhi bahut kuch hai.
                
                                             composed by kamar zindagi ek imtihan hai 

#peace