bhool kr khudko khoj rha hu kabse tera jesa koi najar nhi aaya suna hain sehad sa meethapan hain tumhari aabo hawa main kai phoolo ka rass milkar bani ho tum , naayab jahaan main hamari wafa~e~arjiyaan tum paas nhi lati toote huwe iss dil ko , wafayain raas nhi aati... #poem #nojotohindi #nojoto #beykhayali