Dosti me Kya aesa nhi ho sakta???? Jha Usse pyar to ho par iQrar na ho , khone Ka gum to zrur ho par pane ki koi Chah bhi na ho, Roz bate bhale hi na ho par jab Bhi ho wo Roz se Kam na ho Yaad to ho wo mujhe par subah- e- Sham na ho , Bewafai to na ho par Qual -e -Wafa ki koi Ummid Bhi na ho _farishaikh #Dosti MeHrAj🖋️