Nojoto: Largest Storytelling Platform

To usne mera hath tham liya, gussa to bahut aya pa

To usne mera hath tham liya, gussa to bahut aya par Maine sabra se kam liya. Usne mujhe apne pas bithaya, apne hatho me mera hath lekar samjhaya. Sang tere mujhme koi dikhava nhi h, tere sath me sab such h koi chhalava nhi h. Mai jaisa hu vaisa rah sakta hu, apni dil ki har bat tujhse kah sakta hu. Lo kah deta hu jiska tumhe intezar h, Haa mujhe tumse sirf tumse pyar h,.. thank you for Being in my life

thank you for Being in my life